Jab subah utho kalma tayyab parho [ Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ulla ]Qunki marne k baad jab farishte humse sawal jawab karne aynege aur humaein uthaenge aur poochenge
·
tumahra
rab koun hai ?
·
tumhara
deen koun hai ?
·
tumhara
rasool koun hai ?
to hum apni addat ke mutabiq kalma tayab parte hue uthenge
aur Kalma tayyb me hi hun farishtoun k sawaloun ka jawab maujud hai.
No comments:
Post a Comment